sambhal bana zila
sambhal ko mayawati c.m up ne 75 wan zila ghoshit kar diya he.sambhal main charon taraf he jashn ka mahol.dr shafiq ur rehman barq aur zia ur rehman barq ko kandhon per utha kar nikla milon lamba juloos.
SAMBHAL MAIN TURK COMUNITY PER EX.PRINCIPAL m.usman ki do kitabon ka shandaar vimochan hua
aligarh main ashar najmi ke saath ek shaam
sambhal ki badkismati--shahjahan se mayawati tak
by furqan sambhli
DR KALEEM ASGHAR KO VIRANDAYAN VIYAS AWARD
sambhal ke m.g.m.p.college main arakshan per do roza seminar ayojit hua
meer taqi meer par seminaar ka inaqad
sambhal--(furqan sambhli)m.g.m college sambhal main urdu ke azeem shayar meer taqi meer par ek seminar baunwan "meer aur ahad hazir" hua jis main hindu college moradabad ke sadar shoba urdu dr aarif hasan khan ne kaha ki meer ki gazlain unke jazbaat aur meer ki masnaviyan unke halat ka aaina hain.dr abid haidri,shahzad ahmad,arshad aleeg,huma fatma,aur principal arun kumar gupta ne bhi khitaab kia.sobia tariq,anjum jamal,nazuk rizbaan,shamim shazia,gul shama,nida fatma aur asia khanam baghaira talbaat ne bhi maqalat pesh kiye.










